

- Country
- Pakistan
- Language
- Urdu
- Released
- 2020-10-17
- Runtime
- 4m 50s
- Viewers
- 863
Storyline
Ghalat Fehmi (From "Superstar") Lyrics feat. ZENAB FATIMAH SULTAN Lyrics: Rayega Hai wafa yahan Rayega Sahibon Jo laga tha kabhi, wo fareb e nazar aazma Ab sharafat nahi Ye riwayat nahi baqi Ho kisi ki qadar Aisi aadat nahi baqi Aisa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai Khoya nahi apna pan ehsaas ki raah chuni hai Tarasti hain nagahein meri Takti hain rahein teri Sun kabhi aahein meri Ye kese men bataun tujhe Soti nahi aankhein meri Kat ti nahi raatein meri Ke khahishon ke khabon ki Baarishein azabon ki Kahan gayi dhoop mere hisse ke sawabon ki Kiu dard bhare Har taraf sawalon pe Kiu sitam hai tera tere chahne walon pe Tarasti hain nagahein meri Takti hain raahein teri Chahiye panah Teri Ye kese mein bataun Soti nahi ankhein meri Kat ti nahi raatein meri Dhal nahi jate, pal nahi jate Doobti hain saansein Dil aise bhar jate Jate hue lamhon ko Pas bulata hai Thori si bhi doori dil seh nahi pata hai Sab hain dikhawey Jhootey behlawey Aik hi qadam laye so so pachtawey Sach tha ya ghalat fehmi par khaab nahi jur pate Dukh dete, jaan lete hain tars zara nahi khate Tarasti hain nagahein meri Takti hain rahein Teri Chahiye panah Teri Ye kese men bataun tujhe Soti nahi ankhein meri Kat ti nahi raatein meri Ke khahishon ke khabon ki Baarishein azabon ki Kahan gayi dhoop mere hisse ke sawabon ki Ke dard bhare Har taraf sawalon pe Kiu sitam hai tera tere chahne walon pe Aisa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai Khoya nahi apna pan ehsaas ki raah chuni hai Aisa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai . . . Subscribe my YouTube channel for more. (ignore tags) #ghalatfehmi #superstar #asimazhar #lollywood
Cast & crew

Asim Azhar
Singer













![Christina Shusho - Thamani Ya Wokovu (Official Audio) SMS [Skiza 7119932] to 811](/api/img?w=400&u=https%3A%2F%2Fpbcdn.aoneroom.com%2Fimage%2F2025%2F07%2F08%2F4a349a30dbc859694879c1f2d6e9a493.jpg)



![Michael Bublé - Have Yourself A Merry Little Christmas [Official HD]](/api/img?w=400&u=https%3A%2F%2Fpbcdn.aoneroom.com%2Fimage%2F2024%2F10%2F21%2F67d767366b656206e397180c1948526c.jpg)
