- Country
- Pakistan
- Language
- Urdu
- Released
- 2023-06-30
- Runtime
- 5m 13s
- Viewers
- 1,465
Storyline
Short Sufi Spells (Chapter 2) - The Bonus Spell DEKHTE RAHE | MUHAMMAD SAMIE ====================================== Singer: Muhammad Samie Poet: Muhammad Samie Composer: Muhammad Samie Director: Muhammad Samie ====================================== AUDIO & VIDEO CREW Music Production: J Ali Cinematography: Suleman Shah Color Grading: Suleman Shah Music Direction: J Ali & Muhammad Samie Post-Production: Muhammad Samie Harmonium: Muhammad Samie Art Work & Wardrobe: Muhammad Samie Recording, Mixing & Mastering: J Ali Production House: Short Sufi Films ====================================== © 2023 – Short Sufi Spells © 2023 – Short Sufi Films ====================================== Follow Samie on: Youtube: https://www.youtube.com/MuhammadSamie Facebook: https://www.facebook.com/MSamieOfficial Instagram: https://www.instagram.com/samie_muhammad Twitter: https://www.twitter.com/muhammadsamie Official Website: https://www.muhammadsamie.com ====================================== LYRICS: Har-chand ehl-e-zarf-o-nazar dekhte rahe Sab un ko hasb-e-taab-e-nazar dekhte rahe Jin ki tajalliyaan theen ayaan jism-o-jaan mein Kya zulm kiya un ko kidhar dekhte rahe! Aaye na jab nazar wo nigaahon ke noor se Dil mein phir un ko sham-o-sahar dekhte rahe Keen band jab aankhen to meri khul gayin aankhen Kya tum se kahun phir mujhe kya kya nazar aaya (Majzuub) Dil mein phir un ko sham-o-sahar dekhte rahe Hum ko raha na saqia kuch hosh-e-maikashi Hum to teri nazar ka asar dekhte rahe Teer-e-nazar se un ke to koi na bach saka Ghaayal hue sabhi woh jidhar dekhte rahe #MuhammadSamie #DekhteRahe #ShortSufiSpells #ShortSufiFilms
Cast & crew

Muhammad Samie
Singer






![Pehchaan - [ Lyrical OST 🎵 ] - Singer: Yashal Shahid & Raafay Israr - HUM TV](/api/img?w=400&u=https%3A%2F%2Fpbcdn.aoneroom.com%2Fimage%2F2024%2F10%2F22%2F02b6300c9e58df88f7d6fbe7818cbebd.jpg)












