Kuch Baatein Song | Payal Dev, Jubin Nautiyal | Kunaal Vermaa | Kuch Baatein Hai Kehni Unse | HD 4K
Kuch Baatein Lyrics (कुछ बातें Lyrics in Hindi): The song is sung by Payal Dev and Jubin Nautiyal, and has music by Payal Dev while Kunaal Vermaa has written the Kuch Baatein Lyrics. The music video of the Kuch Baatein song is directed by Ashish Panda , and it features Gurmeet Choudhary, Payal Dev, Musskan sethi, and Sana Khan.
"KUCH BAATEIN" SONG INFO :-
Singer : Payal Dev, Jubin Nautiyal
Lyricist : Kunaal Vermaa
Music : Payal Dev
Director : Ashish Panda
Cast : Gurmeet Choudhary, Payal Dev, Musskan sethi, Sana Khan
Choreography : Debo Suresh Nair
Director Of Photography : Prasad Bhende
Music Label : T-Series Music
KUCH BAATEIN LYRICS
Maana hum yahaan hain
Dil magar wahaan hai
Badi door humse humsafar mera hai
Ban ke hawaa aa bhi jaaun main lekin
Nahi jaante uske dil mein hai kya
Kuch baatein hain kehni unse
Chah ke bhi nahi keh paate hain
Jo mere dil mein hai uske hai ya nahi
Soch kar har dafa ghabrate hain
Kuch baatein hain kehni unse
Chah ke bhi nahi keh paate hain
Saath tera humein har kadam chahiye
Zindagi mein humein sirf tum chahiye
Isse jyada humein kuch nahi chahiye
Aarzu hai yahi mere ban jaaiye
Tumhein maante hain khuda se bhi jyada
Humari nazar se kabhi dekhna
Kuch baatein hain kehni unse
Chah ke bhi nahi keh paate hain
Jo mere dil mein hai uske hai ya nahi
Soch kar har dafa ghabrate hain
Shaam woh aakhiri yaad hai aaj bhi
Ho ke hum tum juda phir mile na kabhi
Dil yeh kehta raha rok lo tum humein
Tumne jaate huye kuch kaha hi nahi
Aankhon mein nahi ek aansu magar
Dil mein kitni barsaatein hain
Jaa rahe hain sanam mehfilon se teri
Pyaar tera yahin chhod jaate hain
Ye dobara kabhi aankhon mein na chubhe
Khwaab tere sabhi tod jaate hain
Kuch baatein hain kehni unse
Chah ke bhi nahi keh paate hain
Jo mere dil mein hai uske hai ya nahi
Soch kar har dafa ghabrate hain
Written by : Kunaal Vermaa
kuch baatein song, kuch baatein hai kehni unse, jubin nautiyal payal dev, jo b