- Country
- Pakistan
- Language
- Urdu
- Released
- 2015-12-01
- Runtime
- 6m 9s
- Viewers
- 1,381
Storyline
Sitaron se agay jahan aur bhi hain Abhi ishq k imtehan aur bhi hain Tahi zindagi se nhin ye fizayen Yhan senkrhon karwan aur bhi hain Qana'at na kar alam e rung o boo par Chaman aur bhi, ashiyan aur bhi hain ! Agar kho gaya ek nasheman to kya ghum Maqamat e aah o fugha'n aur bhi hain ! Tu shaheen hai, parwaaz hai kam tera Tery samny aasman aur bhi hain Isi roz o shub mei ulajh kar na reh ja Ke tery zaman o makan aur bhi hain Gaye din k tanha tha main anjuman mein Yahan ub mery raazdan aur bhi hain !
Cast & crew

Shehzad Roy
Singer










![Husn Hai Suhana [Lyrical] Govinda & Karisma Kapoor | Coolie No 1 | 90's Blockbuster Songs](/api/img?w=400&u=https%3A%2F%2Fpbcdn.aoneroom.com%2Fimage%2F2024%2F10%2F23%2F991c1f26a026a8ee19ab7d8ba6e352db.jpg)








