The Corrected Version of Waderay ka Beta
Support on Patreon: https://www.patreon.com/AkbarChaudry
FB: https://www.facebook.com/akbarchaudry
IG: https://www.instagram.com/akbarchaudry
SC: https://www.snapchat.com/add/akbarchaudry
Twitter: https://www.twitter.com/akbarchaudry
LYRICS:
Ali Gul Pir mera naam
Corolla chalana or media mera kaam,
Itna ameer ke guzara hojaye, itna hai paisa
Abhi dikhata hoon apni account statement kaisa
Casio wali watch mera istari hua kurta kala
larkiyaa mujy dhekain aur bolain we like Malala
Baal all set aur mein kabhi nahin gaya hoon jail
Meri jaib mein hai aik piano ka pen
Bugeron ki mujjh say har waqt hai phat-tee,
Kyun ke mere khilaf kabhi FIR nahin kat-tee,
Mein tujhe pilaonga bohat sari daru, jani
Kyunke mere ghar nahin hai teen din se pani
Apnay abu ka beta, Apnay abu ka beta..
Main hun
Apnay abu ka beta, Apnay abu ka beta..
Apnay abu ka beta, Apnay abu ka beta..
Main hun
Apnay abu ka beta, Apnay abu ka beta..