Ek Ajnabi Sa Ehsaas Dil Ko Sataye Shayad Yahi To Pyaar Hai Lyrics is a heart touching song from the film of Lucky. which will touch your heart every time. this song is singed by Adnan Sami and Lata Mangeshkar.
👉 SONG DETAILS -
Song - Shayad Yehi To Pyar Hai
Film - Lucky - No Time For Love
Singer - Adnan Sami, Lata Mangeshkar
Lyricist - Sameer
Music Director - Adnan Sami
Artist - Salman Khan, Sneha Ulaal
Music On - T-Series
👉OFFICIAL SONG LINK - https://www.youtube.com/watchv=ReStNwTrQUE
👉 LYRICS -
Ek Ajnabi Sa
Ehsaas Dil Ko Sataye
Shayad Yahi To Pyaar Hai
Betabiyon Mein
Dhadkan Meri Chain Paye
Shayad Yahi To Pyaar Hai
Kutch Bhi Kaho Na
Kutch Bhi Suno Na
Phir Bhi
Bechain Dil Hai Humara
Behke Kadam Hai
Mushkil Main Hum Hai
Dekho
Sambhle Bhala Kaise Yaara
Chahe Bina Bhi
Nazdeek Hum Chale Aaye
Shayad Yahi Toh Pyaar Hai
Nazrein Bichade
Pehre Laga De
Dil Pe
Par Dil Kisiki Na Maane
Kaaton Pe Chalke
Sholon Mein Jalke
Roke
Milke Rahenge Deewane
OOO
Chahat Ki Lau To
Aandhi Mein Bhi
Zhilmilaye
Shayad Yahi To Pyaar Hai
Ek Ajnabi Sa
Ehsaas Dil Ko Sataye
Shayad Yahi To Pyaar Hai
Ye Mulaqatein
Yeh Teri Ankhein
Baatein
Ek Pal Na Main Bhool Pau
Kitni Mohabbat
Hai Kitni Chahat
Tumse
Kaise Bhala Main Bataoon
Acha Lage Jo
Tu Samne Muskuraye
Shayad Yahi To Pyaar Hai
Ek Ajnabi Sa Ehsaas Dil Ko Sataye
Shayad Yahi To Pyaar Hai
Kutch Bhi Kaha Na
Kutch Bhi Suna Na
Phir Bhi
Bechain Dil Hai Humara
Behke Kadam Hai
Mushkil Main Hum Hai
Dekho
Sambhle Bhala Kaise Yaara
Chahe Bina Bhi
Nazdeek Hum Chale Aaye
Shayad Yahi Toh Pyaar Hai
Shayad Yahi Toh Pyaar Hai
Shayad Yahi Toh Pyaar Hai
Shayad Yahi Toh Pyaar Hai
Shayad Yahi Toh Pyaar Hai
O Rama Ha Ha Haha Ho Ho Hoho.
___________________________________________
👉 PLEASE LIKE, SHARE AND SUBSCRIBE
👉 PLAYLIST WHICH YOU MAY ALSO LIKE -
1. Hindi Bollywood Songs - https://www.youtube.com/watchv=DYjorPddG9M&list=PLANQdctMyI9PRettrb4gwvWybKv0CC2Ae
2. Punjabi Songs - https://www.youtube.com/watchv=fj86v6wkIQA&list=PLANQdctMyI9OME3TnVJ1oUrD65mQbrAo6
👉 I do not own the