Ankhiyaan lyrics - Do Lafzon Ki Kahani - Kanika Kapoor
Akhiyan ne akhiyan nu
Rabb jaane kyu diye faasle (x2)
Rondiyan ne cham cham karke
Teri yaadon mein marke (x2)
Bhul gaiyan jindrhi de raaste
Ankhiyaan ne ankhiyaan nu
Rab jaane kyun diye fasle (x2)
Duniya ki bheed mein main
Tanha si ho gayi
Paa kar jo tujhko khoya
Khud hi main kho gayi (x2)
Kya bataun tere bin
Aa jalse hai ye din
taare bhi bujhe bujhe hai raat mein
Ankhiyan ne ankhiyan nu
Rab jaane kyu diye faasle (x2)
Raahon mein baithe baithe nain pathra gaye
Khushiyon ke honto dard kaise aa gaye (x2)
Sapne jo roothe roothe
Judke jo dil mein toote
Tooti hai lakeerein bhi yeh haath mein
Ankhiyaan ne ankhiyaan nu
Rab jaane kyun diye faasle (x2)
Ankhiyaan Lyrics Do Lafzon Ki Kahani song is sung by Kanika Kapoor, composed by Arjuna Harjai and lyrics are written by Kumaar
Movie: Do Lafzon Ki Kahani
Singer: Kanika Kapoor
Music: Arjuna Harjai
Lyrics: Kumaar