The original Version taken from her album 'Disco Deewanay'. Sung by late Nazia Hassan. Composed by Biddu.
Lyrics:
Dil Mein Meethi Meethi
Muchti Hai Halchal... Halchal
Dekhoon Tujhko Junhi
Ho Jaaon Pagal
Pagal
Tu Qadam Rakhay Jahan Per
Dil Mera Jhukay Wahan Per
Mujh Se He Mujhay
Churanay Walay
Aaan Boom Boom
Jab Bhi Miltay Hein
Hum Aur Tum
Ankhoon Ankhoon Mein Hotay Hein Gumm
Dil Bolay Boom Boom
Aaaan Boom Boom
Meray Seenay Ki Dharkan To Sunn
Meray Sanson Ko Teri Hi Dhun
Dil Bolay Boom Boom
Her dum Teri Khatir Rehti Hoon Baykal Baykal
Sub Se
Teri Batain
Karti Hoon Her Pal
Her Pal
Tu Mila
Mila Sahara
Bin Tere Nahi Guzara
Roz Naiay Sapnay Dekhanay Walay
Aaaan Boom Boom
Jab bhi Miltay Hein
Hum Aur Tum
Ankhoon Ankhoon Mein Hotay Hein Gumm
Dil Bolay Boom Boom
Aaaan Boom Boom
Meray Seenay Ki Dharkan To Sunn
Meray Sanson Ko Teri Hi Dhun
Dil Bolay Boom Boom
Tu Mila
Mila Sahara
Bin Tere Nahi Guzara
Roz Naiay Sapnay Dekhanay Waley
Haan Boom Boom
Jab bhi Miltay Hein
Hum Aur Tum
Ankhoon Ankhoon Mein Hotay Hein Gumm
Dil Bolay Boom Boom
Aaaan Boom Boom
Meray Seenay Ki Dharkan To Sunn
Meray Sanson Ko Teri Hi Dhun
Dil Bolay Boom Boom
Aaa Dil Bolay Boom Boom
Aaa Dil Bolay Boom Boom